Woh Pehchaan Puraani Si Kaha Hai,
Zindgani Ab Zindgani Kaha Hai,
Zindgani Ab Zindgani Kaha Hai,
Bhatak Raha Hai Har Shaqs Ucchaiyo'n Ke Andhero'n Mei,
Duniya Ki Ab Woh Rawaani Kaha Hai,
Na Jaane Kaha Gham Ho Gaya Hai Woh Mehfilo'n Ka Sama Insaan Ko Ab Insaan Ki Parwaah Kaha Hai,
Dhaal Lu'n Mai Khud Ko Bhi Iss Pekare Khuloos Mei "AADIL" Fir Sochta Hu'n Mujh Ko Mauh Dikhaana Waha'n Hai,
Kisko Pata Hai Use Iss Duniya Jaana Kaha Hai Fir Bhi Bhatak Raha Hai Har Ek Anjaane Se Raasto Par...!

By My Sir ~ Aadil Hussain
No comments:
Post a Comment