Friday, December 20, 2013

Kaash Aapki Surat Itni Pyaari Na Hoti...

Kaash Aapki Surat Itni Pyaari Na Hoti;

Kaash Aapse Mulakaat Humaari Na Hoti;

Sapno'n Mein Hi Dekh Lete Hum Aapko;

Toh Aaj Milne Ki Itni Bekaraari Na Hoti!

Wednesday, December 18, 2013

Sab Humaari Pasand Pe Hi Marte Hain...

Unhe'n Koi Aur Bhi Chaahe, Iss Baat Se Hum Thoda-Thoda Jalte Hain;

Par Faqr Hai Hume'n Iss Baat Ka Ke Sab Hamaari Pasand Pe Hi Marte Hain!

Tuesday, December 17, 2013

Utra Hai Mere Dil Mein Koi Chaand Nagar Se...

Utra Hai Mere Dil Mein Koi Chaand Nagar Se;

Ab Khauf Nahi Koi Andheron Ke Safar Mein;

Woh Baat Hai Tujh Mein, Koi Tujh Sa Nahi Hai;

Kaash Koi Dekhe Tujhe Meri Nazar Se!

Sunday, December 15, 2013

Meri Likhi Baat Ko Har Koi Samajh Nahi'n Pata...

Meri Likhi Baat Ko

Har Koi Samajh Nahi'n Pata..

Kyunki Main "Ahsaas" Likhta Hu'n

Aur Log "Alfaaz" Padhte Hain..

Saturday, December 14, 2013

"MAA" Na Hogi Toh...

"MAA" Na Hogi Toh..

Wafa Kaun Karega..?

Mamta Ka Haq Ada Kaun Karega..?

Ya "RAB" Har Ek Ki
"MAA" Ko Sada Salamat Rakhna..

Warna Humari Zindagi Ki Dua
Kaun Karega..?

LOVEU"MOM"

Friday, December 13, 2013

Tu Dekh Ya Na Dekh, Tere Dekhne Ka Gham Nahi...

Tu Dekh Ya Na Dekh, Tere Dekhne Ka Gham Nahi;

 Par Teri Ye Na Dekhne Ki Adaa Dekhne Se Kam Nahi!

Tuesday, December 10, 2013

Is Tarah Se Mohabbat Ki Rasm Ko Nibhaya Humne...

Is Tarah Se Mohabbat Ki Rasm Ko Nibhaya Humne

Barbaad Hona Mera Pasand Tha Unhe Kar Dikhaya Humne

Unhe Naaz Raha Auro'n Ki Mohabbat Par Hamesha

Ta Umr Unki Mohabbat Ko Apnaya Humne

Chaah Kar Bhi Juda Na Raha Khayal Unka Dil Se

Woh Kehte Hai'n Tumne Auro'n Ko Basaya Dil Mei

Badal Di Raah Apni Duniya Ke Dikhawe Ko Usne

Ek Hum Hai'n Juda Na Kar Saka Raah Apni Unse

Har Shab Jab Chala Aaya Unka

Kya Bataye "AADIL" Kis Kis Tarah Dil Ko

Samjhaya Humne...!

By My Sir ~ Aadil Hussain

Monday, December 9, 2013

Hoti Nahi Wafa Toh Jafa Hi Kiya Karo...

Hoti Nahi Wafa Toh Jafa Hi Kiya Karo;

Tum Bhi To Koi Rasm-E-Mohabbat Adaa Karo;

Hum Tumpe Mar Mite To Ye Kiska Kasoor Hai;

Aaina Le Ke Haath Mein Khud Faisla Karo!

Saturday, December 7, 2013

Koi Shayar Koi Faqir Ban Jaye...

Koi Shayar Koi Faqir Ban Jaaye;

Apko Jo Dikhe Khud Tasveer Ban Jaaye;

Na Phoolon Ki Zarurat Na Kaliyo'n Ki;

Aap Jaha Pair Rakh Do Wahi Kashmeer Ban Jaye!

Friday, December 6, 2013

Tum Haqeeqat Nahi Ho Hasrat Ho...

Tum Haqeeqat Nahi Ho Hasrat Ho;

Jo Mile Khawab Mein Wahi Daulat Ho;

Kis Liye Dekhti Ho Aaina;

Tum To Khud Se Bhi Zyada Khubsurat Ho!

Wednesday, December 4, 2013

Zindgani Ab Zindgani Kaha Hai...

Woh Pehchaan Puraani Si Kaha Hai,

Zindgani Ab Zindgani Kaha Hai,

Bhatak Raha Hai Har Shaqs Ucchaiyo'n Ke Andhero'n Mei,
Duniya Ki Ab Woh Rawaani Kaha Hai,

Na Jaane Kaha Gham Ho Gaya Hai Woh Mehfilo'n Ka Sama Insaan Ko Ab Insaan Ki Parwaah Kaha Hai,

Dhaal Lu'n Mai Khud Ko Bhi Iss Pekare Khuloos Mei "AADIL" Fir Sochta Hu'n Mujh Ko Mauh Dikhaana Waha'n Hai,

Kisko Pata Hai Use Iss Duniya Jaana Kaha Hai Fir Bhi Bhatak Raha Hai Har Ek Anjaane Se Raasto Par...!

By My Sir ~ Aadil Hussain

Woh Mehfil Mei Mere Saamne Aaye Baithe Hai...

Woh Mehfil Mei Mere Saamne Aaye Baithe Hai..

Dono Haatho'n Mei Mera Dil Dabaaye Baithe Hai..

Humne Poochha Ki Kya Chhipaaye Baithe Hai..

Badi Adaa Se Kehte Hai Ki Mehndi Lagayee Baithe Hai..

By My Sir ~ Aadil Hussain

Khud Se Shikayat Kyu Zamaane Se Gila Kyu Hai...

Khud Se Shikayat Kyu Zamaane Se Gila Kyu Hai..

Kya Diya Iss Jaha'n Ne Tujh Ko Tu Isse Khafa Kyu Hai..

Tu Bhi Chala Jaayega Auro'n Ki Tarah Ek Din Iss Jaha Se..

Fir Iss Jaha'n Mei Sukoon Dhundhta Kyu Hai..

Har Shaqs Mei Chhipa Matlabi Chehra Kyu..

Har Ek Ko Tujhse Gila Kyu Hai..

Chaahat Ki Teri Zarurat Nahi Kisi Ko Kyu..

Tera Saaya Bhi Tujhse Khafa Kyu Hai..

Dhoond Raha Hai Anjaane Se Sawalo'n Ke Jawaab Kyu "AADIL"..
Tere Khayalo'n Ko Yaha'n Nahi Samajhta Koi Kyu Hai..

By My Sir ~ Aadil Hussain

Thursday, October 17, 2013

आँखों में आंसू आए ये जरुरी तो नहीं।

प्यार करके जताए ये जरुरी तो नहीं;

याद करके कोई बताए ये जरुरी तो नहीं;

रोने वाले तो दिल में ही रो लेते है;

आँखों में आंसू आए ये जरुरी तो नहीं।

Socha Kisi Apne Se Baat Karen;

Socha Kisi Apne Se Baat Karen;

Apne Kisi Khas Ko Yaad Karen;

Jo Faisala Kisi Ko Sms Karne Ka Kiya;

Dil Ne Kaha Kyun Na Aapse Shuruwat Karen!

Aansuon Ke Chalne Ki Awaz Nahin Hoti;

Aansuon Ke Chalne Ki Awaz Nahin Hoti;

Dil Ke Tootne Ki Aahaat Nahin Hoti;

Agar Hota Khuda Ko Har Dard Ka Ehsaas;

To Use Dard Dene Ki Aadat Nahin Hoti!

Wednesday, October 16, 2013

Khushi Se Bhari Ho Eid Ul Adha Apke Liye

Mubarak Mauka Allah Ne Atah Farmaya,

Ek Baar Fir Bandagi Ki Raah Pe Chalaya

Adaa Karna Apna Farz Tum Khuda Ke Liye..

Khushi Se Bhari Ho Eid Ul Adha Apke Liye !!

Tuesday, October 15, 2013

मुझको ढून्ढ लेता है;

मुझको ढून्ढ लेता है;

हर रोज़ नए बहाने से;

दर्द हो गया है वाकिफ;

मेरे हर ठिकाने से।

Monday, October 14, 2013

आज रब से मुलाकात की;

आज रब से मुलाकात की;

थोड़ी सी आपके बारे में बात की;

मैंने कहा क्या दोस्त है;

क्या किस्मत पाई है;

रब ने कहा संभाल के रखना;

मेरी पसंद है, जो तेरे हिस्से में आई है।

Sunday, October 13, 2013

आज ये पल है, कल बस यादें होंगी;

आज ये पल है, कल बस यादें होंगी;

जब ये पल ना होंगे, तब सिर्फ बातें होंगी;

जब पलटोगे जिंदगी के पन्नों को;

तो कुछ पन्नों पर आँखें नम और कुछ पर मुस्कुराहटें होंगी।

किसी को दिल का दिवाना पसंद है;

किसी को दिल का दिवाना पसंद है;

किसी को दिल का नजराना पसंद है;

औरों की पसंद तो हमें पता नहीं;

हमें तो आपका मुस्कुराना पसंद है।

ज़िंदगी बड़ी अजीब होती है;

ज़िंदगी बड़ी अजीब होती है;

कभी हार कभी जीत होती है;

तमन्ना रखो समंदर की गहराई छूने की;

किनारों पे तो बस ज़िंदगी की शुरुआत होती है

Saturday, October 12, 2013

Hum To Har Baat Khuda Par Chhod Dete Hain

Hum To Har Baat Khuda Par Chhod Dete Hain,

Toote Na Dil Kisi Ka;
Dil Apna Tod Lete Hain,

Hum Bhi To Insaan Hain;
Koi Patthar To Nahi,

Jo Log Har Toofan Humari Taraf Mod Dete Hain

कितना कुछ जानता होगा वो शख्स मेरे बारे में;

कितना कुछ जानता होगा वो शख्स मेरे बारे में;

मेरे मुस्कुराने पर भी जिसने पूछ लिया कि तुम उदास क्यूँ हो?

Friday, October 11, 2013

खुदा सलामत रखे उनको

खुदा सलामत रखे उनको,

जो हमसे नफरत करते हैं

प्यार ना सही, नफरत ही सही,

भला कुछ तो सिर्फ हमसे करते हैं।

Humein To Dono Ka Intezaar Hai

Unse Bhi Ishq Hai

Aur..

Maut se Bhi Pyar Hai,

Un Par Bhi Yakin Hai

Aur..

Maut Par Bhi Aaitbaar Hai,

Dekhte Hain Pehle Kaun Aata Hai,

Humein To Dono Ka "INTEZAAR" Hai

जिन्दगी की उलझनों ने;

जिन्दगी की उलझनों ने;

कम कर दी हमारी शरारते;


और लोग समझते हैं कि;

हम समझदार हो गये।

वो सामने थी और हम पलके उठा ना सके;

वो सामने थी और हम पलके उठा ना सके;

चाहते थे पर पास उनके जा ना सके;

ना देख ले वो अपनी तस्वीर हमारी आँखों में;

बस यही सोच कर हम उनसे नज़रे मिला ना सके।

Thursday, October 10, 2013

जिनकी आँखें आंसू से नम नहीं

जिनकी आँखें आंसू से नम नहीं,

क्या समझते हो उसे कोई ग़म नहीं,

तुम तड़पके रो दिए तो क्या हुआ,

ग़म छुपाके हंसने वाले भी कुछ कम नहीं,

Kisi Din Teri Nazro Se Dur Ho Jaayenge Hum

Kisi Din Teri Nazro Se Dur Ho Jaayenge Hum,


Dur Fizaon Mei Kahi Kho Jaayene Hum..

Meri Yaadon Se Lipat Ke Rone Aaoge Tum,

Jab Zameen Ko Odh Kar So Jaayenge Hum,

Zakhm De Kar Na Poochh Dard Ki Shiddat...

Zakham De Kar Na Poochh Dard Ki Shiddat,

Dard Toh Phir Dard Hai,

Kam Kya, Zyaada Kya..

आप से दूर होकर हम जाएंगे कहाँ;

आप से दूर होकर हम जाएंगे कहाँ;

आप जैसा दोस्त हम पाएंगे कहाँ;

दिल को कैसे भी संभाल लेंगे;

पर आँखों के आंसू हम छिपाएंगे कहाँ।

Wednesday, October 9, 2013

Maa Ke Aanchal Mei...

*Maa Ke Aanchal Mei*

Aaj Naa Jane Kyun Rone Ka Mann Kiya;

Maa Ke Anchal Me Sar Chhupa Ke Sone Ka Mann Kiya;

Duniya Ki Is Bhag Daud Me Kho Chuka Tha Rishte Sab;

Aaj Phir Un Riston Ko Ek Sire Se Sanjone Ka Mann Kiya;

Kisi Din Kisi Bheed Me Dekhi Thi Kisi Ki Ankhen;

Aaj Fir Un Ankhon Me Khone Ka Mann Kiya;

Roj Sapno Se Baatein Karta Tha Main;

Aaj Na Jane Kyun Unse Muh Modne Ka Man Kiya;

Jhooth Bolta Hoon Apne Aap Se Roj Main;

Aaj Na Jane Kyun Khud Se Ek Sach Bolne Ka Mann Kiya;

Dil Todta Hoon Sab Ka Apni Baaton Se Main;

Aaj Na Jane Kyun Ek Toota Hua Dil Jodne Ka Mann Kia;

Aaj Naa Jane Kyun Rone Ka Mann Kiya;

Maa Ke Anchal Me Sar Chhupa Ke Sone Ka Mann Kiya!

Tuesday, October 8, 2013

Yaad Rukti Nahi Rok Paane Se...

Yaad Rukti Nahi Rok Paane Se;

Dil Maanta Nahi Kisi Ke Samjhane Se;

Ruk Jati Hai Dhadkane Aapko Bhool Jane Se;

Isliye Aapko Yaad Karte Hai Jeeneh Ke Bahane Se!

Kabhi Ek Lamha Aisa Bhi Aata Hai...

Kabhi Ek Lamha Aisa Bhi Aata Hai;


Jisme Beeta Hua Kal Nazar Aata Hai;

Bas Yaadein Reh Jati Hai Yaad Karna Ke Liye;

Aur Waqt Sab Kuch Lekar Guzar Jata Hai!

Rakh Le 2-4 Botal Kafan Mein...

Rakh Le 2-4 Botal Kafan Mein;

Saath Baith Kar Piya Karenge;

Jab Mange Ga Hisab Gunahon Ka;

Ek Peg Usse Bhi De Diya Karenge!

Hum Bhi Zindagi Se Pyar Kiya Karte The...

Kabhi Yaroon Ki Mehfil Me Baith Ke Hum Bhi Piya Karte The;

Kabhi Yaroon Ke Yaar Ban Ke Hum Bi Jiya Karte The;

Zindagi Ne Ki Bewafai ,Warna;

Hum Bhi Zindagi Se Pyar Kiya Karte The!

कहाँ रखूं मैं शीशे सा दिल अपना?

एक अजीब सा मंजर नज़र आता है;

हर एक आंसू समंदर नज़र आता है;

कहाँ रखूं मैं शीशे सा दिल अपना;

हर किसी के हाथ में पत्थर नज़र आता है।

हम नहीं जीत सके उनसे...

हम नहीं जीत सके उनसे;

वो ऐसी शर्त लगाने लगे;

प्यारी सी आँखों को;

मेरी आँखों से लडाने लगे;

हम शायद जीत भी जाते;

पर पलके हमने तब झपकाई;

जब उनकी आँखों से आंसू आने लगे।

Monday, October 7, 2013

Seekh Liya...

Dil Me Tamannaon Ko Dabana Seekh Liya;

Gum Ko Ankhon Me Chhipana Seekh Liya;

Mere Chahre Se Kahin Koi Baat Zaahir Na Ho;

Daba Ke Hothon Ko Hamne Muskrana Seekh Liya!

दर्द हमेशा अपने ही देते है...

दर्द हमेशा अपने ही देते है;

वरना गैरो को क्या पता कि;

तकलीफ किस बात से होती है।

कहते हैं बिना मेहनत किये...

कहते हैं बिना मेहनत किये;

आप कुछ पा नहीं सकते;

न जाने गम पाने के लिए;

कौन सी मेहनत कर ली मैंने।

Sunday, October 6, 2013

Tha Mai Neend Mein Aur...

Tha Mai Neend Mein Aur Mujhe Itna Sajaaya Ja Raha Tha..

Bade Hi Pyaar Se Mujhe Nehlaaya Ja Raha Tha..

Na Jaane Tha Woh Kaunsa Ajab Khel Mere Ghar Mein
Bachchon Ki Tarah Mujhe Kandhe Pe Uthaaya Ja Raha Tha..

Tha Paas Mere Mera Har Apna Uss Waqt
Phir Bhi Main Har Kisi Ke Muh Se Bulaya Ja Raha Tha..

Jo Kabhi Dekhte Bhi Na The Mohabbat Ki Nigaah Se
Unke Dil Se Bhi Pyaar Mujhpe Lutaaya Ja Raha Tha..

Maloom Nahi Hairaan Tha Har Koi
Mujhe Sota Hua Dekh Kar..

Zoro'n Se Ro Kar Mujhe Hasaaya Ja Raha Tha..
Kaanp Uthi Meri Rooh Mera Woh Makan Dekh Kar..

Pata Chala Mujhe Dafnaya Ja Raha Tha..
Ro Pada Phir Main Bhi Apna Woh Manzar Dekh Kar
Jaha'n Mujhe Hamesha Ke Liye Sulaaya Ja Raha Tha...!

Yeh Kiya Nahi, Woh Hua Nahi, Yeh Mila Nahi…

Mera kaarnama-e-zindagi meri hasraton ke siwa kuch nahin,
Yeh kiya nahin, woh hua nahin, yeh mila nahin, woh raha nahin..

Saturday, October 5, 2013

Aakaash Ke Taro Me Khoya Hai Jaha Sara...

Aakash Ke Taro Me Khoya Hai Jaha Sara;

Lagta He Pyara Ek Ek Tara;

Un Taaro'n Mei Sabse Pyara Hai Ek Sitara;

Jo Is Wakt Pad Raha Hai Sms Hamara!

वो मेरी किस्मत मेरी तक़दीर हो गई...

वो मेरी किस्मत मेरी तक़दीर हो गई;

हमने उनकी याद में इतने ख़त लिखे कि;

वो रद्दी बेचकर अमीर हो गई।

Friday, October 4, 2013

Bahut Mushkil Se Manaaya Hai Use...

Khuda Kare Ke Saari Umr Humein Manzil Na Mile,
Bahut Mushkil Se Manaaya Hai Use Saath Chalne Ko..

हर बात में आंसू बहाया नहीं करते...

हर बात में आंसू बहाया नहीं करते;

दिल की बात हर किसी को बताया नहीं करते;

लोग मुट्ठी में नमक लेके घूमते है;

दिल के जख्म हर किसी को दिखाया नहीं करते।

कौन देता है उम्र भर का सहारा?

कौन देता है उम्र भर का सहारा;

लोग तो जनाज़े में भी कंधे बदलते रहते हैं!



Mere Hisse Mein Kitaabein Na Khilone Aaye..

Mere Hisse Mein Kitaabein Na Khilone Aaye,
Khawhish-E-Rizq Ne Chheena Mera Bachpana Mujhse..